Namumkin Ko Mumkin Banane Ki Dua

Is duniya mein koi bhi cheez mushkil ho sakti hai par namumkin nahi. Chahe wo naukri paana ho, kisi se shadi karne ki ho ya kisi ko apna banane ki. Agar khwaish pakki hai aur niyat sachi hai toh insan kisi bhi cheez ko asani se pane me amal ho sakta hain. Kisi bhi cheez ko ya halat ko dua ke sahare badla jaa sakta hain isilye Allah Talah ne Quran Shareef mein har cheez ko paane ke liye dua likhi hain. Agar apki bhi koi aisi khwaish hai jo adhoori reh gayi hain ya jisse aap poora nahi kar paa rahe toh aap namumkin ko mumkin banane ki dua ko parh sakte hain.

Namumkin Ko Mumkin Banane Ka Amal

Kayi baar insan kayi saare sapne bunta hain jinhe haqiqat mein tabdeel karna bahot mushkil sa hota hain. Agar apke dil mein kisi ko paane ki tamanna hai jo poori nahi ho paa rahi hain toh aap turant is amal ko kar sakte hain. Namumkin ko mumkin banane ka amal ki madad se apke dil ki murad poori ho jayegi aur aap us cheez ko paane me kamyab honge. Jo bhi apke dil ki arzoo hai aap Allah Subhan Wa Talah ke samne rakhe. Apke dil ki wo khwaish zarur poori hogi jisse aap pana chahte hain.

Namumkin Ko Mumkin Banane Ke Liye Wazifa

Namumkin ko mumkin banane ke liye wazifa ko karne se pehle Allah Talah par mukammal yakeen karein. Insha Allah apke zindagi mein kuch bhi namumkin nahi hoga aur aap jis cheez par hath rakhenge wo apki ho jayegi. Is wazifa ko karne se pehle niyat bandh lein aur Allah Talah par bharosa rakhein. Apke dil mein job hi khwaish hai wo mukammal zaroor hogi.

Namumkin Ko Mumkin Banane Ka Wazifa

  • Namumkin ko mumkin banane ka wazifa neeche diya gaya hai:
  • Sabse pehle taza wuzu kar le.
  • Namazo ki pabandhi kare
  • Neeche di gayi dua ko kisi saaf jagah par karna
  • یَااَللّٰہُ یَا رَحْمٰنُ یَا رِحِیْمُ یَا حَا فِظُ
  • یَا نَا صِرُ یَامُعِزُّ یَا وَکِیْلُ
  • Is dua ko Namaz parhne ke baad din mein 15 martaba rozana parhe.

Namumkin ko mumkin banane ka Wazifa behad halal aur asardar tarika hain namumkin cheez ko mumkin banane mein. Insha Allah apki dua qubool hogi aur aap jis chhez ko pane ki arzoo dil mein liye baithe hai wo apko zarur milegi.

Namumkin Ko Mumkin Banane Ke Liye Amal

Namumkin ko mumkin banane ke liye amal ko karne se agar aap kisi ko paana chahte hain toh wo apke ho jayenge aur agar aap kisi cheez ko hasil karna chahte hain ya jo koi maksad poora karna chahte hai toh Insha Allah apko kamyabi zarur haasil hogi. Agar apko is amal ko karne me koi dikkat aa rahi ho to aap humare molana saheb se baat kar sakte hain. Wo apko namumkin ko mumkin banane ke liye taweez de denge jisse apke liye har mushkil asaan ho jayegi aur aap kisi bhi cheez ko paa sakenge.

If you need any type of help & Guidelines Consult With me without any hesitation i will help you to solve your problem

Share your Problem With Us

Enquiry Form

Related Posts